Elaichi Khane ke Fayde | Choti Elaichi ke Fayde | Elaichi Ke Fayde in Hindi/Urdu

elaichi ke fayde in hindi, badi elaichi ke fayde, hari elaichi ke fayde, choti elaichi khane ke fayde, chhoti elaichi ke fayde, elaichi benefits in hindi, benefits of cardamom in hindi, benefits of elaichi in hindi, hari elaichi khane ke fayde,

Elaichi Khane Ke Fayde in Hindi/Urdu

Choti elaichi ya sabz elaichi gharon mein aam istemaal ki jati hai aur yeh duniya ke taqreeban tamam mumalik mein payi jati, ic ke istemaal se sehat par be shumaar fawaid muratab hotay hain .

Choti elaichi ya sabz elaichi ka istemaal ziyada tar meethi ghzaon mein kya jata hai, ic ke istemaal se meethi ghiza khush zayega ho jati hain aur usay barah e raast khanay se mun se anay wali nagawaar saanson ka khtama bhi hota hai aur saans mehak uthtee hai .

Choti elaichi ya sabz elaichi ke istemaal se sehat par anay walay chand misbet asraat mandarja zail hain

1- Khoon ki kami ke liye

elaichi ke bunyadi ajza mein iron, copper aur vitamin C ke ilawa aisay vitamins mojood hotay hain ke jo ke khoon ke surkh khaliyaat ki afzaish ke liye be had madad gaar saabit hotay hain aur Enema ki bemari ka desi ilaaj saabit hotay hain.

https://www.induspress.com/2021/01/Honey-Benefits-in-Urdu.html

2- Depression, zehni tanao ke liye

Choti elaichi ya sabz elaichi  ( anti depression ) ki salahiyat rakhti hai, ic ka aadha chamach powder din mein 2 ya 3 baar khanay se depression, stress aur deegar dimaghi o nafsiati amraaz mein sukoon milta hai .

3- high blood pressure, amrazِ qalb mein Muawin

Choti elaichi ya sabz elaichi mein mignishim, potassium aur calcium se bharpoor hoti, usay khoon ke electrolights ke liye khazana qarar diya jata hai, elaichi ka istemaal khoon ki tarseel ke amal ko behtar banati hai aur blood pressure ko control mein rakhnay mein madad fraham karti hai .

4- zahreeley madon ke ikhraj ke liye

D. Toxin  apne D. Toxin ke amal se jism ke zahreeley aur fasid madon ko khatam karti hai, inhen jism se kharij karne mein madad fraham karti hai, mutadid amraaz hatta ke cancer jaisay mozi marz se bhi bachati hai .

Choti elaichi ya sabz elaichi behtareen anti cancer, anti oxident aur anti Inflammatory khususiyaat ki haamil hai .

5-Motapa kam aur pait ki charbi pighalnay ke liye


Motapa kayi bimarion ki jarr hai jabkay barha hova pait sharmindagi aur bohat si bimarion ka bais bantaa hai, motapa aur pait kam karne ke liye bohat si exercises bhi hain. lekin har insaan ke liye GYM jana ya exercises ka waqt nikalna mumkin nahi hota, 
Choti elaichi ya sabz elaichi ka istemaal agar baqaidagi se kya jaye to is se nah sirf kamar patli hoti hai balkay wazan mein bhi kami aati hai .

wazan mein kami ke liye 
Choti elaichi ya sabz elaichi ke istemaal ka tareeqa :
  • Choti elaichi 
  • sonth
  • podina
  • kalonji
  • desi ajwain
  • zeera siyah
sonf yeh tamam ajza 20, 20 gram le kar pees kar 

Powder

 bana kar mehfooz kar len .

Khanay ke baad aadha chamach subah wa sham qehwa ke sath len, is se izafi charbi khatam hogi aur barha hova pait khud bakhud andar hojaye ga, sonf se barbar bhook nahi lagey gi, sonth khana hazem kere gi, Black cumin, ajwain aur podina izafi charbi ko khatam karne mein madad fraham karen ge aur kalonji mein to har 
bimarion ki Shifa hai .

6-Tezabiyat se nijaat

elaichi ko chabanay se mun mein banney walay Adhesive ya thok mein bhi izafah hota hai jo khoraak ko hazem karne mein bunyadi kirdaar ada karta hai, alsar ki beshtar aqsam mein bhi elaichi faida mand hai .

7- Saans ki badboo khatam karti hai

Agar saans ki badboo hazaar koshish ke bawajood bhi khatam nahi hoti to elaichi istemaal karen yeh anti bacterial khususiyaat ki haamil hai, is ki taiz khushbu mun ki badboo daur kar deti hai .

yeh nizaam haazma ko bhi behtar banati hai jabkay mun ki badboo ki aik barri wajah nizaam inhizam ki kharabi hi hoti hai .

7- Paseenay ki badboo daur kere

Choti elaichi ya sabz elaichi ka sufoof aadha chamach subah nehar mun musalsal istemaal karne se paseenay ki badboo khushbu mein badal deti hai, taseer thandhi honay ke sabab garmiyon ke is ke istemaal se insaan kood ko tar o tazah aur halka mehsoos karta hai

Tag: elaichi ke fayde in hindibadi elaichi ke faydehari elaichi ke faydechoti elaichi khane ke faydechhoti elaichi ke faydeelaichi benefits in hindibenefits of cardamom in hindibenefits of elaichi in hindihari elaichi khane ke faydemoti elaichi ke faydeelaichi khane ke fayde batao, elaichi ke faydeelaichi benefitscardamom benefitsblack cardamom benefitschoti elaichi ke faydesabz elaichi, elaichi benefits in urduelaichi k faidayelaichi khane ke fayde in urduelaichi k fawaidcardamom benefits in urdusabz elaichi ki taseer in urdubadi elaichi ke fayde in urduelaichi khane ke fayde in urduelaichi khane ke fayde cardamom health benefits, cardamom side effectscardamom benefits and side effectsbadi elaichi ke faydeelaichi side effectsbenefits of cardamom teagreen cardamom benefitsbenefits of eating elaichicardamom seeds benefitsblack cardamom useselaichi ke fayde in hindibenefits of eating cardamomcardamom medicinal useshari elaichi ke faydecardamom for weight loss,


Novels in Urdu

[Novels][bleft]

HEALTH TIPS

[Health-Tips-in-Urdu][bleft]

Totkay in Urdu

[Totkay-in-Urdu][bleft]

Beauty Tips

[Beauty-Tip-in-Urdu][bleft]

Interesting Information

[Interesting-Information][bleft]